Question: Shohar ne biwi se kaha ke bukhar/khansi ki dawayi le lu tu biwi ne jawaban kaha \"nhin main dawayi nahi loun gi. Mujhe aaram nahi aata. Ager Allah meri sunta tu meri choti bachi ka moun dekh leta aur mujhe bemar na kerta\"
Nez \"Allah is bachi ka moun dekh ker isse bemar na kerta\"
Kya yeh jumle kufriya shumaar honge? Aur tajdeed e iman o nikah ki zarorat hai?
Tajdeed e nikah mein aik gawah Shohar khud ban sakta hai? Kaheen aise perha/suna tha ab sahi yad nahi. rehnumayi ferma den. Jazak Allah.