Question: Salam Mufti Sahb. Mera swal yeh hay kay main nay apni bivi ko bad aqeedagi zahir karnay per talaq de hay. Shaadi k 5 saal bad us nay apna aqeeda zahir kia aor mujhay yeh dhamki detay huwa kaha k tum Saudi Arabia jao (men Saudi Arabia main job karta hun to main bachay wahabion k school dakhil karwa dun ge to mein nay usay tallaq day de. Us k baqi ghar walay b bad mazhab wahabi hain. laikin pichlay 5 salon main main nay jab b us say aqeeda pocha to us nay kabi wazay jawab na diya aor kaha k jo tumhara aqeeda wohi mera aqeeda laikin asal baat us nay chupay rakhi. Shaadi k waqat mujhay maloom na tha k un ka aqeeda kia hay. Kia mera aisa karna shariat ki ruh say sahi tha.