Question: Assalamu alaykum, Mufti sahib mujhe ye puchhna hai ki, kya \\\'meethe meethe islami bhaio\\\' \\\'meethe meethe pyare aka salallahu alayhi wasallam\\\' jumlon me lafz \\\'meetha\\\' kahna jaez hai??? meetha lafz ka istemal ek badkari karne wale sakhs ke mane me bhi liya jata hai. to huzur salallahu alayhi wasallam wa islami bhaion ko is lafz ke sath pukarna jaez hai? kuchh log ise gustakhi kahte hai. ulemae ahle sunnat ka kya mokif hai? Ameere ahle sunnat Dawate Islami me ye lafz kasrat se istemal hota hai, aur is wajah se mukhalifin is lafz ki ad me Dawte islami per gustakhi ke ilzamat rakhte hai. lafz raina ke tahat is lafz se bacha jana chahie ya nahi???