Question: Assalamu alaikum. maine apne bade buzrgon se suna hai ki hauz zis ke pani se wajuh kiya jata hai usse wajuh ke bad pene se kuwwat-e-hafiza badhta hai ..kiya ye sahi hai?. mahrbani ho gi agar is se mutshabihat main hadees ho to maharbani batain... Aap sallallaho alaihe wasallam jab wajuh kiya karte to sahab-e-iqram aap ke wajuh ke pani ko tabbarok ki tarah istamaal kiya karte the......jajak Allah. duaon ka talabgar khaq sar afzal quadri.