Question: Assalam u alaikum mufti sahab.
Mera masla bohot hee nazuk hai aur woh ye hai k mere walid sahab ne mere aur meree pori family k liye apply kiya huwa tha aur Allah k karam se humara woh kaam ho gaya hai. Ab masla ye hai k mere walid sahab ne mujhe ye kaha hai k mujhe apnee darhi mundwanee paray gee q k meree umar documents main 7 saal hai jab k meree asal umar 9 saal hai aur ghalib guman hai k un ko meree darhi se meree umar par shak ho jaye ga aur wo medical tests k zariye meree asal umar maloom kar k mujhe wapis Pakistan bhej dain gay aur main kabhi bhi wahan nhi jaa sakun gaa aur mera yahan Pakistan main aisa koi bhi nhi hai k main un k saath rahun aur jo hain un k ghar main zyada tar aurtain na mehrum hain. Aur mere walid sahab ne meree umar 7 saal iss waja se likhi hai k agar meree umar documents main 9 saal daal dete tho meree saari family chalee jaatee aur mera kaam bohot late hota yani takreeban 3 ya 4 saal baad mera kaam hota. Iss tamam soorat e haal ki bina par Shariat ka hukam irshaad farmaye