Question: Assalam o alikum hazoor mufti sahib. mera sawal hai ke hamare mohalla ke imam sahib job ek aalam e deen bhi hain wo dil se shia wahabion ko bura samajhte hain leken un ke janazay aur nikah (jo kisi sunni se bhi hoon parahte gain. jab uneh kaha gia ke ye ghalat hai aur is ke elania toba Karen to wo ghusa mein aye aur kaha ke tum logon ko kaho ke wo thek ho jaen mujhey to ye kaam karna hai ya mein imamat chhor doon. is ke baad os ne namazion our dosray ahle mohalla ko kehna shoruh kar diya ke fulan (jis ne un ko elania toba ka kaha tha merey pechay namaz nahen parhta aur mujhe kehta hai ke shia wahabion ke janazay na parho. ab log us bande ke mukhalif ho gaey hain. is imam sahib ke barey mein shariyat kia kehte hai ke wo sirf gonah e jabira ka murtakib hai ya wo bhe badmazhab ho Chuka hai. jawab Inayat farmaen.