Question: Assalam o alaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Hazrat mera sawal hai kay agar koi shakhs kisi baat par Allah Subhan Wa\'Talah say koi waada karay kay mai ye kaam falaan waqt par karun ga aur baad mai us waday par poora na utar sakay to aisay shakhs ko kiya kaffara ada karna hoga?Kiya sirf toba kar lena hi kafi hoga ya kaffara bhi ada karna hoga?