Question: As SALAM o Alikum
Mufti Sahab, ek bht bara masla hy jis ki wja se me bht preshan hun.
me 0 years ki thi k gardan tor bukhar ki wja se mazoor ho gae, tb se me chal phir nhe skti, wheel chair pe hoti hun. mjhe peeshab, pakhanay ka pta nhe chlta, koi control nhe hy.
peeshab k liay urine cathiter (nalki lgi hui hy, lekin pichlay 2 saal se ek masla/bemari darpesh hy k peeshab nalki ki bjaey, bahir se ata hy..jis ki wja se mera wuzu bilkul nhi rukta..bht ilaaj krwaya,lekin faeda nhe hua.
plzzzz mjhe irshad farmaiy k aisi halat me,me namaz,quran kesay parhun?
ek Mufti sahab se poocha to unhon ne btaya k aisi soorat me aap ek waqt wuzu kr k nama aur dusri sb ibadaat ek wuzu k sath krain, jb dusri namaz ka time ho to dobara wuzu krain..
lekin arz ye hy k dusri namaz k waqt mjhe sirf wuzu krna ho ga ya naha k poora jism pak krna ho ga?
agr poora jism pak krna hy,to ye meray liay bht mushkil hy,k me 5 baar naha nhe skti..meri ami mjhe kpray badalwati hain,to ye un k liay bhi bht mushkil hy k wo 5 bar nehla k kpray badalwaen.
plzz mjhe mashwara dijiay me kya krun??
pllzzz jald az jald jawab farmaen
aap ki gunahgar beti.