Question: As salam o alai kum
Al humdu lillahi Rub bil aalameen
Sallal laho alehi wa aalihi wasallam
me aik kashmakash me mubtila ho muojoda door me fitne ka jo aalam he wo sab hi jante firka wariyat be panah ho gai he har koi apne deen ko haq samhajta he or dosre ko kaffir oe murtid kahne se bhi nahi darta aese waqt me insan k liye kya hukum he shariyat ka k wo kis k sath ho jab har koi AHADEES e mubarik or QURAN e pak ka tarjuma apne apne nazarye se kar cuhka ho or apne deen ko haq sabit karne k liye Hadees e pak or Quran e pak ki ayat se daleel de k wo haq par he baqi sab gumrah.
agar kahi namaz parho to koi kahta he k ye mushrik he agar kahi or namaz parho to dosra kahta he ye murtid he.
Deen to buhat asaan he. or be shak Deen sirf ISLAM he.
is masle ko samjha de.
Allah hum sab ka hami o nasir ho Ameen