Question: As Salaam O Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakaatuhu. Hazrath, Mera suwaal yeh hai ke life insurance ki jo term insurance policy hai, kya yeh policy lena jaayez hai. Is Life Term Insurance policy mein, jab tak zinda hain tab tak ek raqm pay karna hota hai aur policy term ke duaran, policy holder ki maut hojaati hai, tho phir uske waris ko ek raqm di jaati hai par agar policy holder policy term ke dauran faut nahi hota tho phir kuch nahin milta, hattaa ke jo premium pay kiya pandhra ya bees saal, us mein se bhi kuch wapis nahin milta. Kya Yeh jaayez hai. Meherbani se meri rehnumayee farmaye. Allah Hafiz, Jazakallah Qair Fid Duniya Wal Aaqirah.