Question: agar koi bayroon-e-mulk rehta hai apni family ke sath aur bacha honay par khawand apni biwi ko kahy ke maine apny bachay ya bachi ki tarbiat apny mulk mein karni hai is mulk mein nahi karna chahta aur biwi kahay ke nahi maine nahi jana jab tak app bhi sath na chalein yeh mulk chorr kar. jabke waha ja kar koi job ka silsila na banta hoo. khawand kahay ke tum chali jaon main -2 months mein chakkar laga liya karon ga? aur koi silsila ban janay par In Sha ALLAH main bhi aa jaon ga kuch arsa mein. is silsila mein shariat ka kya hukum hai. jawab inayat farma dein. Jazak Allah Khair